Monday, 30 July 2012
MEHAK NOOR SIDDIQUIA |
Meri Be Basi Bhi Ajeeb Ha
Meri Maut Hai Meri Hamsafar Meri Zindagi Bhi Ajeeb Hai Meray Charo'n Tarrf Hai Jalwa Garr Teri Be Rukhi Bhi Ajeeb Hai
Mera Dard Hai Lab E Aashna Teri Ranjisho'n K Azaab Say Meray Shair Hain Meray Chara Garr Meri Dil Lagi Bhi Ajeeb Hai
Jo Hai Ta'ana Zann Meri Zaat Par Mujhay Unsay Koi Gila Nahee'n Mujhay Jaan Say Hain Azeez Tarr Meri Dosti Bhi Ajeeb Hai
Mai Lahoo Jigar Say Guzar Kar, Tujhay Naql Karta Hoo'n Warq Warq Hai Qalam Ki Nauk Say Mukhtasar Teri Aagahee Bhi Ajeeb Hai
Mai Peher Ki Tapti Hawao'n Say, Karhi Dhoop Mai Kharha Be Khabar Saray Reh-Guzar Tera Muntazar, Meri Be Basi Bhi Ajeeb Hai
Sunday, 22 July 2012
Bhoolta Kon Hai.......!
Omeer Ki Shaak Par Kheel'nee Wali Us Aa'wale Shaam Ko
Hum Pee Bai'Sabab Jo Laga Hai''Us Elzaam KBhoolta Kon Hai.......!
Tuesday, 17 July 2012
MEHAK-NOOR |
|
Zara TanishQLagta hai k MOHABBAT ka aghaz hogaya hai
Kiun k yeh dil bay-qarar hoo gaya hai
Har gharee hai tere dedaar ki talab
Abb dil ka yeh haal hoogaya hai
Log kehtay hain k main pagal hoo gaee hon
Haan sach ! tere piyar main yeh bhi iqrar hogaya hai
Abb bas main nahin hai dil
Yeh haal hoogaya hai
Kiun k mohabbat ka aghaz hogaya hai
Ab to RAB say yeh hi dua hai k bas
Us k dil main bhi meray liye zara si jagah ho
Us ko bhi bas abb yeh shiddat say ahsaas ho k ABB MOHABBAT KA AGHAZ HOO GAYA HAI
Saturday, 14 July 2012
LOG KEHTE HAIN MUJHE AB B MOHABBAT HAI TUMSE
MGR MAIN KAHON K YE MUMKIN NAHI HAI
YA MAIN US MOHABBAT K KABIL NAHI THI
YA TU IS MOHABBAT K KABIL NAHI HAI
NA MAIN TERI MANZIL NA TU MERI MANZIL
KYA ITNA BATANA HI KAFI NAHI HAI
ISHQ JOORTA HAI IK DIL KO IK DIL SEDIL TOOTY HAIN PHR B KAHIN KUCH KAMI HAI
MGR MAIN KAHON K YE MUMKIN NAHI HAI
YA MAIN US MOHABBAT K KABIL NAHI THI
YA TU IS MOHABBAT K KABIL NAHI HAI
NA MAIN TERI MANZIL NA TU MERI MANZIL
KYA ITNA BATANA HI KAFI NAHI HAI
ISHQ JOORTA HAI IK DIL KO IK DIL SEDIL TOOTY HAIN PHR B KAHIN KUCH KAMI HAI
PYAR HOTA AGR TO TUMHAIN BANDH SAKTA
JO ROOK NA SKY WO MOHABBAT NAHI HAI
hr ghari na'jaany
Q aas pass rehte ho
tum ajeeb mosam ho
bs udaas rehte ho
kuch bharam to rakhna hy
apne dil ki dharkan ka
tum mere nahi lekin
mere pass rehte ho
ek din bicharna tha
janta hon main lekin
tum abi se Q akhir
bad'hawaas rehte ho
hosla nahi mujh ko
tum ko ye bataany ka
jheel jese naina me
misl-e-pyaas rehte ho
Q aas pass rehte ho
tum ajeeb mosam ho
bs udaas rehte ho
kuch bharam to rakhna hy
apne dil ki dharkan ka
tum mere nahi lekin
mere pass rehte ho
ek din bicharna tha
janta hon main lekin
tum abi se Q akhir
bad'hawaas rehte ho
hosla nahi mujh ko
tum ko ye bataany ka
jheel jese naina me
misl-e-pyaas rehte ho
usne khawabon me tameer kiya tha ek tajmahal
Ek muddat tak mein uski jarurat bana raha,,
phir yu huwa ki uski jarurat badal gayi,,
chalta raha sath mere wo bahut der tak,,
phir yu huwa ki uski manzil badal gayi,,
woh aksar yeh kehta tha aadat hai tu meri,,
phir yu huwa ki uski aadat badal gayi,,
usne khawabon me tameer kiya tha ek tajmahal,,
phir yu huwa ki uski khawabon ki tameer badal gayi.
Monday, 9 July 2012
Dear FUTURE Husband |
I will cook.
I will clean.
I will shop.
I will be the best wife, ever, In sha Allah..
I will dress up for you.
I will maintain my appearance for you.
I will make sure to be the best wife I can be, In sha Allah..
I will have children with you &
I will raise them to be the best they can be.
I will be the best mother, In sha Allah..
All this – as long as you promise me one thing..
Help me, accompany me in getting to Jannah!
Ameen. Absolutely beautiful isn’t it.
kaash main tere haseen haath kaa kangan hotaa
written by:WASI SHA |
kaash main tere haseen haath kaa kangan hotaa
tu baDe pyar se baDe chaao se baDe armaan ke saath
apani naazuk si kalayee mein chaDhati mujh ko
aur betaabi se furqat ke KhizaaN lamhon mein
tu kisi soch mein Doobi jo ghumatii mujh ko
main tere haath ki Khushbu se mahak saa jata
jab kabhi mooD mein aa kar mujhe chuma karti
tere honTon ki shiddat se main dahak saa jata
apani naazuk si kalayee mein chaDhati mujh ko
aur betaabi se furqat ke KhizaaN lamhon mein
tu kisi soch mein Doobi jo ghumatii mujh ko
main tere haath ki Khushbu se mahak saa jata
jab kabhi mooD mein aa kar mujhe chuma karti
tere honTon ki shiddat se main dahak saa jata
raat ko jab bhi tu neendon ke safar par jati
marmari haath kaa ik takiya banaya karti
main tere kaan se lag kar kai baaten karta
teri zulfon ko tere gaal ko chumaa karta
jab bhi tu band qabaa kholne lagati jaanaaN
apani aankhon ko tere husn se kheraa karta
mujh ko betaab saa rakhta teri chaahat kaa nashaa
main teri rooh ke gulshan mein mahakata rahta
main tere jism ke aangan mein khanakata rahta
kuchh nahi to yahi benaam saa bandhan hota
marmari haath kaa ik takiya banaya karti
main tere kaan se lag kar kai baaten karta
teri zulfon ko tere gaal ko chumaa karta
jab bhi tu band qabaa kholne lagati jaanaaN
apani aankhon ko tere husn se kheraa karta
mujh ko betaab saa rakhta teri chaahat kaa nashaa
main teri rooh ke gulshan mein mahakata rahta
main tere jism ke aangan mein khanakata rahta
kuchh nahi to yahi benaam saa bandhan hota
kaash main tere haseen haath kaa kangan hota
Sunday, 8 July 2012
Aik aansu meri palkon pe numanyan hi sahi |
Chalo Phr Dhoond Lein Hum!
Usi Masoom Bachpan Ko!
Unhi Masoom Khushiyon Ko!
Unhi Rangeen Lamhon Ko!
Jaha Ghum Ka Pata Na Tha!
…Jaha Dukh Ki Samjh Na Thi!
Jahan Bus Muskurahat Thi!
Baharein Hi Baharein Thi!
Chalo Phr Dhond Laein Hum!
Usi Masoom Bachpan Ko!
K Jab Sawan Barasta Tha!
To Us Kaghaz Ki Kashti Ko!
Bana’na Aur Duba Dena!
Boht Acha Sa Lgta Tha!
Aur Is Duniya Ka Hr Chehra!
Boht Sacha Sa Lagta Tha!
Chalo Phir Dhoond Layen Hum Usi Masoom Bachpan Ko
Subscribe to:
Posts (Atom)